ab dheere dheere nasha tootne laga hai
kuch hai jo samajh mein aa raha hai..
kuch hai jo chootne laga hai...
.
.
achi baat hai waqt pe neend khulna..
koi behoshi se mehroom rehne laga hai..
'
'
mana ke doosra naam hai kashmakash zindagi ka..
par mera zameer ab kuch jawaab dene laga hai...
dil todne ki saza kya hai, mein janta nahi
par haan, zindagi ke maine koi samajhne laga hai

No comments:
Post a Comment